Wings of fire apj Abdul Kalam book summary
Wings of fire Mai ek gahra kuwa hun is zameen par beshumaar ladke ladkiyon ke liye ki unki pyas bujhata rahu. Uski bepanah rahmat usi tarah zarre zarre par barasti hai jaise kuwa sabki pyas bujhata hai.itni si kahani hai meri. Jainulabddin aur Ashiamma ke b � te ki kahaani. Us ladke ki kahani jo akhbaare bechkarapne bhai ki madad karta tha, us shagird ki kahani jiski parvarish shiv subramanya ayyar aur anaa durayi soloman ne ki, us vidhyarthi ki kahani jise pandulemaster ne taleem di, em jee ke menon aur professor sarabhai ne ingeeniyar ki pahchaan di, jo nakamiyo aur mushkilo me palkar sayinsdaan bana aur us rahnuma ki kahani jiske sath chalne wale beshumar kabil aur hunarmand logon ki teem thi. Meri kahani mere sath khatm ho jaayegi kyonki duniyavai maayno mai mere pas koi punji nahi hai, maine kuch hasil nahi kiya,jama nahi kiya, mere pas kuchh nahi aur koi nahi hai mera na beta na beti na parivar mai dusro ke liye misaal nahi banna chahta lekin shyad kuchh padne walo ko prenr...
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें